Kuchh Keh Diya Hai



Kuchh Keh Diya hai, kuchh kehna hai baaki,

Kuchh likh diya or kuchh likhna hai baaki,

Ek pal me hi kaise samet lu zindagi ka safar,

Kuchh to jee liya hai, kuchh jeena hai baaki

ucswami@

May 4, 2010

Naam Rakha tha Zindagi



Bade armaan se naam rakhaa tha uska zindagi,
Khuda se bhi jayada karte the jiski bandagi,
Ek pal me tut ke bikhar gaya wo sab kuchh,,
Ab to naa armaan hai, na rahi wo zindagi,
Kyo armaan se naam rakhaa tha uska zindagi,


Badi khwahisho se basaya tha 
chahat ka jahan,
Kyo hume safar me chhod 
gaye yu Tanhaa,
Yakeen nahi ho raha hai, uske yu chale jane ka
Aaj bhi khuda se pehle karte 
hai jiski bandagi,
Ek armaan se naam rakhaa 
tha jiska zindagi,



Written By: ucswami
http://kuchhkhyaal.blogspot.com/

1 comment:

  1. *Really sooooo nice*
    i hv no wrd ki ena acha ap likhte kse ho...
    koi secret h kya...

    keep it up...


    Rabb se jyada krte the jinki ap bandgi,
    vo bn jaye apki jindgi...
    hr khwahish apki puri ho es kdr k...
    khuhsiya b dundhe apni jindgi or puri ho apki bandgi...(with a lot best wishes)

    ReplyDelete