Har pal me, pal-pal gujarta hua ye waqt,
Muthi me band ret sa nikalta hua ye waqt,
Isi ko ji le bas yahi pal hai tere paas,
Hamesha chalne ke liye hi kehta hua ye waqt,
Muthi me band ret sa nikalta hua ye waqt,
Isi ko ji le bas yahi pal hai tere paas,
Hamesha chalne ke liye hi kehta hua ye waqt,
Har pal me, pal-pal gujarta hua ye waqt,
Is waqt ke har gujarte pal me ek kahani hai,
Kabhi masum bachpan, to kabhi alhad jawani hai,
Jaane kiske liye beqrar ye har pal behta waqt,
Muthi me band ret sa nikalta hua ye waqt,
Is waqt ke har gujarte pal me ek kahani hai,
Kabhi masum bachpan, to kabhi alhad jawani hai,
Jaane kiske liye beqrar ye har pal behta waqt,
Muthi me band ret sa nikalta hua ye waqt,
Har pal me, pal-pal gujarta hua ye waqt,
Written by: Umesh'Baitagi'
www.kuchhkhyaal.blogspot.com
www.kuchhkhyaal.blogspot.com
I arriceate your efforts nice keep it up
ReplyDeleteI apriceate your efforts nice keep it up
ReplyDeletevry nice,well done,i lke it..
ReplyDeletekeep it up
acha byan kia h apne wkt ko
are jina kahe una km tym k liye... like u...
kahte h God is g8t,i think k tym also g8t...*
kbi-2 insan wkt k hathon ena mjbur ho jata h ki khud me simt kr rah jata h ab usme b kahi-na-kahi Rab ki mrji shamil hoti h*
or hm kbi insan ko ni ajma skte tym insan ko ajmaata h hmesha or bhut km log hote h jo pass hotah jb tym ajmata h *
*lot kr kabhi vap na aaye vo wqt...
gujre huye lamho k sath de jaye kuj khtti -mitti yadein ye h wqt...
hathon se ret sa fislta vo wqt...
hm ulajh kr rah gye wkt se bdlte rishton me or smj na paye ki kya kah raha h hmse ye wkt...*