Kuchh Keh Diya hai, kuchh kehna hai baaki, Kuchh likh diya or kuchh likhna hai baaki, Ek pal me hi kaise samet lu zindagi ka safar, Kuchh to jee liya hai, kuchh jeena hai baaki
ucswami@
Feb 8, 2010
Aaj bhi hai..!!
Kisi ke aane ka intezaar aaj bhi hai..
Kisi ki yaad me dil bekraar aaj bhi hai,,
Wo kabhi mile to unse keh dena ki,
Dil ki dhadkano me unka pyaar aaj bhi hai..
waahhhhhhhhhhhh..............
ReplyDeleteSir really very nice word.
kaphi achchha likhte hain aap...........
Well done............
Keep it up...............